सच!
झूठ के शोर के नीचे दबी हुई,
एक हलकी सी चीख है सच!
धनवानों के पैरों तले रौंदी गयी,
मजबूर गरीब वेश्या है सच!
दो जून रोटी के लिए पत्थर तोड़ती औरत ,
को मिली पूरी मेहनत की आधी पगार है सच!
प्रकृति के कहर से बिलखते लोगों..
के नाम पर दान किये गए
के लाखों..
मे से मिले हज़ार रुपये है सच!
धोखेबाजी की दुनिया मे
पल पल अपमानित होता..
ईमानदारी का ईमान है सच!
भ्रष्ट अधिकारी की रिश्वत के
नीचे दम तोड़ती हुई सरकारी तनख्वाह है सच!
कब्रिस्तान मे मुर्दों को गाड़ने
की जगह के वास्ते लड़ते लोग है सच!
स्वतंत्रा के जश्न के पीछे छिपा..
आतंकवाद का अराजक नृत्य है सच!
अनेकता मे एकता के नारे पर
सवाल उठता..
सांप्रदायिक दंगो का..
शोर है सच!
जिंदा रहने की मजबूरी मे किया गया..
हर छोटा बड़ा पाप है सच.!
मौत से बदतर जीवन जीने को मजबूर..
लोगों की सिसकती साँसे है सच...!
this one resembles the pain which i wanted to express for long....good one...!!
ReplyDeleteक्यूं कहते हो मेरे साथ कुछ भी बेहतर नही होता
ReplyDeleteसच ये है के जैसा चाहो वैसा नही होता
कोई सह लेता है कोई कह लेता है क्यूँकी ग़म कभी ज़िंदगी से बढ़ कर नही होता
आज अपनो ने ही सीखा दिया हमे
यहाँ ठोकर देने वाला हैर पत्थर नही होता
क्यूं ज़िंदगी की मुश्क़िलो से हारे बैठे हो
इसके बिना कोई मंज़िल, कोई सफ़र नही होता
कोई तेरे साथ नही है तो भी ग़म ना कर
ख़ुद से बढ़ कर कोई दुनिया में हमसफ़र नही होता!!!
create by vs
i love these lines:
ReplyDeleteMAA
maa aaj jab yaad karta hoon beeta hua kal
yaad aaye woh suhaane pal
mujhe yaad hai jab ham saath saath musukuraye the
woh pal bhi yaad hai jab hamnein saath aaonsoon bahaye the
aaj bhi yaad hai mujhe har holi aur diwali
jab saath sajayi thi humnein pooja ki thaali,
yaad hai jab main ghabraya kabhi
aapne apni goud mein sulaya tabhi,
yaad hai mujhe woh aapki daant aur maar
na kabhi bhool paoonga woh aapka bepanah pyaar
yeh bhi jaanta hoon main aapko rulaya hai
shayad aapke dil ko bahut dukhaya hai,
par aaj aapse ek vaada karta hoon,un galtiyon ko na dhauraunga
ab aapke aanchal mein khushyan bharta jaoonga
aapne jo sapna dekha hai ab unhe sach karna hai,
ab har lamha aapke liye hi jeena aur marna hai
Maa jo aap se kabhi keh na saka aaj woh kehta hoon
aapse bepnaha pyaar karta hoon
aapke bina meri zindagi viraan hai
aapse hi mere har sapne ki udaan hai
create by vs
u write so well!!
ReplyDeleteone request keep updating ur blog with new creations...
.........Zidd....................
ReplyDeleteChand ko chune ki tamanna toh hai
Par zameen chutne ke khayal se hi
Kyun machalta hai dil.
Kuch paane ke liye
Kuch khona zaruri hai
Yeh jaanta hai magar.
Paane ki chahat toh hai
Par khone ke khayal se hi
Kyun darta hai dil.
Dil bhi ajeeb cheez hai!!
Kuch khoye bina hi
Sab kuch pana chahta hai.
Jaanta bhi hai
Ke yeh mumkin nahi,
Phir bhi,
Khud ko aazmaana chahta hai.
Ek khushi mil jaane par
Dusri ki chah jatata hai.
Aur na milne par wahi khushi
Phir khud par hi pachtata hai.
Samjhaya bahut,
Bahalaya bahut,
Lalach bhi maine lakhon diye.
Par kahan kisi ki sunta hai yeh
Baitha hai bas zidd kiye.
Mana-mana ker bas main haari
Ab na maane toh na sahi.
Zidd par ada hai
Kisi bachche ki tarah,
Ya toh sab kuch hi ise chahiye
Ya kuch bhi nahi.............
i dont know wat i write here...
ReplyDeletebut itz really hurtz me........
itz d pain of maah lyf....
i just want to say ai kaash woh bachpan fir wapas aa jaaye.......
datz it....
koi to hota????...
ReplyDeleteMain jis kay dil ki kitab banta
Main jis ki chahat ka khawab banta
Main hijar mosam ki lambi raaton main yaad
Ban kar azaab banta
Koi to hota?
Jo meri khwaish main uth kar raaton ko khoob
rota
Dukhon ki chadar lapait kar hajoom duniya say
door hota
Main rooth jaata manata mujh ko kay chahe mera
kasoor hota
Koi to hota?
Jo mujh ko dil ka karar kehta
Ragoo ka apni fishar kehta
Udaas mosam main tazgi ki biyar ban kar
Jo meri bahoon ko arzoo ka diyar kehta
Koi to hota?
Dua say apni jo dukh bhi meray samait leta
Woh iss jahan say ghamon ka meray hisab leta
Woh sari duniya ki rafaqaton kay tamam rishtay
Koi to hota?
Main jis kay itna qareeb hota
Na paas koi raqeeb hota
Main tanha uss ka habbib hota
Yeh silsila bhi ajeeb hota
Koi to hota?
reality iz..............
no 1ne iz here who can understand me.......
coz i hate myself and maah wasteful life.......
itz me.........create by vs
Pholon Ko Daman Me Sabhi Saja Lete Hai
ReplyDeleteLekin Kanto Ko Daman Me Sajata Hai Koi Koi
Yuh To Raho Me Musaffir Sabhi Ban Jate Hai
Bhatak Jaye To Rasta Dikhata Hai Koi Koi
Jindagi Rehte Khushiya To Sabhi Lutate Hai
Lekin Kisi Ki Mout Par Mattam Mannata Hai Koi Koi
Yuh To Pyar Me Mar Mitne Ki Bate Sabhi Kiya Karte Hai
Aur Aa Jaye Ajmane Par ‘.......’ To Nibhata Hai Koi Koi
atleast main toh nahi.........
dear frndz......
kisi ko itna mat chaho ki uske bina raat ko neend na aaye........
are chahna hai toh apne maan baap ko chaho jo hume na jane kitni apni khushiyaan de dete hain aur uff tak nahi karte... ...........
apne liye toh har koi jeeta hai kabhi apne maan baap k liye jeekar dekho toh sahi....
fir dekhna yeh dunia tumhaari kaise band bajati hai.............
just think.........
then reply.........
koi yaad mujhko aaya hai bahot,
ReplyDeletesukoon maine dil ka gavaya hai bahut...
main waqif hun hakikat se teri ,
tujhe zindagi ne azmaya hai bahut...
hansi aur bhi hai zamane mein lekin,
teri saadgi ne mujhko behkaya hai bahut...
judai ka meri sabab ye hai sirf,
yadon ne meri usko sataya hai bahut...
koi bhi gam hum par karta nahin asar,
tere gam ko maine uthaya hai bahut...
kabhi khush jo mera dil hona jo chaha,
teri yadon ne phir mujhe rulaya hai bahut...
Koi mera bhi to ho saath nibhanay ke liye
ReplyDeleteMujhe maangey KHUDA se apna bananey ke liye
Mere aansoo meri palkon se churanay ke liye
Bas wohi ho mujhe seenay se laganey ke liye
Yun to hain chahnay walay bohat se dunya mein
Nahin hai koi magar saath nibhanay ke liye
Din bhar khwaab jo tootay thay samaitay humne
Phir so gaye naye khwaab sajanay ke liye
Roz ik Jehd-e-Musalsal mein laga rehta hoon
Meri saanson ki rawaani to faqat dhoka hai
Haan main zinda hoon magar sirf dikhanay ke liye
...............................................
i still alive for my mom, dad, vs,rohit,manish,k2................datz it
hasan virus
ReplyDeletewaah dost dard hai par khoobsurat shabdon mai bayaan kiya aapne..
jab dil nek ho or bhaav shuddh to...kya farak parta ahi ki shabd kahan hai..
yunhi likhte rahiye..[:)]
dhananjay
ReplyDeletesure buddy
kuch aur bhi hai...
ReplyDeleteyeh kisi k liye nahi bus yu hi soch liya....
aur logo ko sunaya toh wah wahi paa li......
MODERN COMPUTER SHAYERI SAYS BY......VS...........
ReplyDeleteHo gayi galti humse, click ho gaya mouse
Duniya ki parwaah chhodo, ban jaao meri spouse!
Tumse mila main kal to, mere dil mein hua ek sound,
Lekin aaj tum mili to kehti ho: Your file not found!
Ab aur kaho na tum, "but" ya "if"
Tum ho meri zindagi ki animated gif
Aisa bhi nahin hai ke, I don't like your face
Par dil ke computer mein, nahin hai enough disk space
Ghar se nikalti ho tum jab, pehen ke evening gown
Too many requests se, ho jaata hai server down
Tumhaare liye pyaar ki application, create main karoonga
Tum usse debug karna, wait main karoonga
Tumhaara intezaar karte karte, main so gaya
Yeh dekho mera connection, time out ho gaya
Kya chaal hai tumhaari, jaise chalti hai koi cat
What is your ICQ number, aao karein chat
Tum jabse meri zindagi mein, aayi ho banke female
Yaad raha na ab kuch, na postman , na e-Mail
Main tumhein pyaar kyun karoon, tum nahi ho Ash,
Phir bhi tumhe dekhkar mera, system hota hai crash
=====
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
A truly wise man never plays leapfrog with a unicorn.
ARZ KIYA HAI...........VS........
ReplyDeleteKIH
Mat pee sharab galib
masjid mein baith kar
Ek hi botal hai,
kahin khuda na mang le
Achha hua ki raah mein thokar lagi mujhe
ReplyDeletehum gir pade to sara jamana sambhal pada
Mere khuda mujhe thodi si zindagi de de
Udaas mere janaaze se koi jaa raha hai
Kab ki pathar ho chuki hein ye meri aankhein magar
chhooke jab dekha to haath geele ho gaye
Mere marne ke baad mere seene se, dil nikal lena
Kahi woh na jal jaaye, jo mere dil me rehte hai
Jab tak lahoo lahoo the, koi poochhata na tha,
Patthar hue to hum bhi, khudaaon me aa gaye ..
Har Ikraar Mera Tere Inkaar Se Aachha Hoga
Mera Har Din Teri Us Raat Se Aachha Hoga
Na Ho Yakeen To Jhaank Lena Apni Doli Se
Mera Janaaza Teri Baarat Se Aachha Hoga
Unhone hame bhule se yad na kiya
Par hamne unki yaad mein sab kuchh bhula diya
Unhone wada to kiya tha khwab me milne ka
Ye hamari badnasibi ki hame nind hi nahi aai
YEH sirf mere khyaal hain.....
bus apne aap kp prepare kar raha hu ki kab kuch bura ho jaye,......
is wasteful life me kuch bura nahi bus kuch bura hone ki dua maangta hu
says by VS............
i just wanna say all my mail readers.......
ReplyDeleteplzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
read this.........................
its real think....
one day i was go to new delhi to jhansi...
suddenly i saw this............
PLEASE READ ONCE…………
ReplyDeleteOne old man was sitting with his 25 years old son in the train.
Train is about to leave the station.
All passengers are settling down their seat.
As train started young man was filled with lot of joy and curiosity.
He was sitting on the window side.
He went out one hand and feeling the passing air. He shouted, "Papa see all trees are going behind".
Old man smile and admired son feelings.
Beside the young man one couple was sitting and listing all the conversion between father and son.
They were little awkward with the attitude of 25 years old man behaving like a small child.
Suddenly young man again shouted, "Papa see the pond and animals. Clouds are moving with train".
Couple was watching the young man in embarrassingly.
Now its start raining and some of water drops touches the young man's hand.
He filled with joy and he closed the eyes.
He shouted again," Papa it's raining, water is touching me, see papa".
Couple couldn't help themselves and ask the old man.
"Why don't you visit the Doctor and get treatment for your son."
Old man said,
“Yes, We are coming from the hospital as Today my son got his eye sight for first time in his life"......................
it really heart touching....of my life.....
yeh hai mera bachpan............
ReplyDeletejab sochte hain hum apne kal k baare me to yaad aate hain ......
woh pyare din,woh suhaani shaamein......
jab sahilo par papa ka haath thame,
ghanto ghooma karte the.......................
woh mummy ki go,,, jisme apna sab kuch bhool kar,bekhabar soya karte the.....
woh aam ka darakht jiski tehniyo par se patang utara karte the......
aur dosto k saath milkar khoob shararat kiya karte the..........
waqt beet gaya..........................
.......................
aur kho gaye woh kahin......................... ...................
woh dost mujhe aaj bhi awaz dete hain............................................
magar khelne ki mujhe fursat nahi hai...............
woh mummy ki god mujhe aaj bhi dhoondh rahi hai..........
magar jisme sone ki mujhe fursat nahi hai............
kabhi kabhi khwaabo me dhundhli si lakeer ki maheen si dastak de jati hai.......
woh saare dost mujhe akela chod ek-ek karke ja rahe hain............
mutthi me band ret ki tarah phisalte hi ja rahe hain........
kho gaye kaha.......................... ..........
woh masti bhare din,
woh bekhauf raatein.......
woh aasman choone ki tamanna..................
jab har sapna rangeen tha...................
har lamha rangeen tha..................
{"AAJ KYU MUMMY KI JAGAH GIRLFRIEND NE LE LI HAI......."}
KYA YEH DUNIA HI BADAL GAYI HAI........?
YA MAIN HI BADAL GAYA HU....................
AB EHSAAS HOTA HAI KIH SHAYAD MAIN BADA HO GAYA HU......
KAASH MAIN BADA HI NA HOTA........
KAASH MUJHE MAA NE PAIDA KIYA NA HOTA..........
thats y i hate myself.....
one request to all readers...
plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
if you like my line then promise me.......
you will never hurt ur parents....
because they have one only one wish.....
you will be happy...
thnx for read this ................
zindgi ye kis mod pe le aayi hai...
ReplyDeletezindgi ye kis mod pe le aayi hai...
na maa,baap,na yaha koi bhai hai....
har ladki ka hai boyfrnd,har ladke ne girlfrnd payi hai.....
chand dino ke hain ye rishte....fir wahi ruswai hai
ghar jana home sickness kelaata hai.....
par girlfrnd se milne ko roz time mil jata hai....
do din se nahi poocha maan ki tabiyat ka haal.....
girlfrnd se pal pal ki khabar payi hai.......
zindgi ye kis mod pe le aayi hai.....
kabhi khuli hawa me ghoomte the.....
ab AC ki aadat aayi hai....
dhoop humse sahan nahi hoti......
har koi deta yehi duhaai hai.....
mehnat k kaam hum karte nahi....
isliye Gym jane ki naubat aayi hai.....
McDonalds,PizzaHut jane lage.....
Daal-Roti to mushkil se khayi hai.....
zindgi ye kis mod pe le aayi hai.....
work relation humne badhaye......
par dosto ki ginti humne ghatai hai...
Professional ne ki hai tarakki....
Social ne muh ki khayi hai.........
yeh meri zindgi kis mod pe le aayi hai....