Posts

सिर्फ बेटी !! वो जो कवितायेँ लिखा करती थी , जो खिलखिला के  हंसती थी  वो जो घर के आँगन में रस्सी  कूदा करती थी  जो  माँ कि लाड़ली और पिता  कि लाडो थी घर कि गुड़िया  भैया कि छोटी और  दादी  कि पोती!  पड़ोस वाली अम्मा कि बिटिया और  कोने कि दूकान वाले चाचा कि टॉफ़ी चोर  कहाँ गयी वो लड़की   जो वो सब थी,  जो सब चाहते थे! क्यूँ आज वो सिर्फ लड़की है ! क्यूँ वो सिर्फ एक जवान लड़की है जिसकी शादी कि उम्र है  क्यूँ अब वो किराने  कि दूकान  वो  बगल वाले घर में जाना उसे मना  है  क्यूँ वो अब आँगन में रस्सी नहीं  कूदती  क्यूँ उसका दुपट्टा  ओढ़ना ज़रूरी पर  खिलखिलाना नहीं  क्या अब वो उनकी लाडो,बिटिया,गुड़िया ,छोटी नहीं रही  क्यूँ अब उसे सिर्फ भावी दुल्हन के रूप में देखते हैं सब  क्यूँ लड़कियां सिर्फ शादी के लिए ही बनती हैं  क्यूँ वो बिना शादी के अधूरी और पराई  होती है...
aggression!!! aaj har sach..aaine sa saaf hai mai tere liye gair hun.. or tu mera sirmor hai jaa tuje...bhul jaane ki kasam..hai k kabhi laut ke na ana is dil ka har darwaaza tere liye..aaj se band hai.. nafrat hai tere naam se bhi muje.. tu khush rahe mere bina..yahi dua hai.. jaa tuje meri maut..ki saza bhi maaf hai..[17-08-08
FIRST MEETING... na geheno se na kaajal se na haar se na singaar se.. sajni sajegi sirf saajan ki preet se….. na naini mai kajra hoga.. na kalaai mai kangana.. na hina na laali.. na gajra..na paraandi… na pajeb na baali.. sirf priyatam ke rang mai rangi.. vo miluegi unse.. unka khwaab bankar.. aankhon mai chamkega sirf unka aks.. kangn banegi anguliyaan.. greeva sajegi saajan ki baahon k haar se… khankati hansi chankegi pajeb se… har singaar saajan ki preet se hoga.. mukh pe darp hoga.. chaal mai dambhh hoga.. jab hogi pratam bhent sajni ki saajan se…... rashq hoga jahan ko ishq nikhrega yun.. irshiya se bhar uthega asmaan.. kuch yun chalkega… prem sajni ke yaouwan roop se… nikhar uthega tan.. bhar uthega mann chalak uthegi roop ki gaagar jab hogi prahtam bhent saajan ki sajni se…… yaadgaar hoga vo pal.. jab sitaaron ki gawaahi mai.. chaand ki roshni mai mridu komal ehsaason ko. Lagaye hue seene se.. Ghat ti badhti dhadkano ko Thaame.. Milegi sajni apne saajan se…[23-7-09]
ASHK..... . kal raat .... jab tumhari yaad.. aayi to adhron par muskaan or aankhon mai ashkon ne.. saath dastak di.. us aansu ko maine.. apni hatheli mai samet kar.. baadlo se iltizaa ki.. mere dil ka haal meri jaan tak .. pahucha do.. badal ko bhi baarish se mohabbat hai .. to vo smjah gaya mera dard.. or maan gaya meri baat… aaj raat... baadal jab tumhare aangan mai barsenge to tum dekhna zarur apni khidki se choona lena har boond ko…..apni hatheli se jab vo tumhare paas aaye.. to us.. paani ke moti ko apne adhron par jagah dena or ek muskaan ke saath.. mere har ashk ka sila dena. Jul 29, 2009
THAT NIGHT!!! I know you are somewhere around.. Why! But your touch is not found? In spite of being in crowd.. Why! Only loneliness surround..? BUT! that night Without lights.. When I was sitting opposite to mirror, Eyes closed, trying to feel you near… I suddenly sensed your grip around my waist And your breath kissing my shoulder.. WHAT! I told myself was -“I’m a fool,and it’s just your image, Once more illusioned. The dream will be broken As the eyes will be opened.” BUT! What I heard was you Saying-“I’m here.. Open your eyes dear”. Filled with fear I saw the mirror, And YES! I found you there. THEN! We danced! we kissed! We jumped! We fought! We laughed! we cheered! We shouted! we lived! And bumped into the couch, As we got tired..! BIRDS! Chirped…, sunlight was there.. I moved my hand to get yours.. BUT! What I found was.. Your BLAZER!! Which I remember.. I took up last night... While closing the cupboard..!!!! AND! I realized.. Once more … That dreams are only dreams.....
why me!!!! ये मेरे साथ ही क्यूँ होता है ! जब जिस राह ख़ुशी मिले.. ग़म का घर अगले मोड़ पर होता है... वो शख्स जो एक पल को लगे अपना.. अगले ही पल अजनबी होता है...l जब भी करना चाहूँ भरोसा... तकदीर की नीयत से डर लगता है.. क्यूंकि हर बार विश्वास का .. अंजाम ऐ ज़िन्दगी अश्क ही होता है...l छोटी हो या बड़ी...ख़ुशी जब भी मिली.. एक अधूरी मुस्कान के साथ.. पूरा हो जाये मेरा कोई अरमान.. शायद ही ऐसा कभी होता है l जिसने भी किया वादा मुझसे निभा न पाया उसे.. कभी हालातों कभी तकदीर का खेल मेरे साथ ही होता है.. जब जिस राह ख़ुशी मिले ग़म का घर अगले मोड़ पर होता है...l दामन यूँ तो बेदाग़ नहीं मेरा भी मगर.. औरों की सज़ा का हक़दार भी मेरा ही वजूद होता है l करके वादा न तोड़ा कभी.. न की कभी बेवफाई... क्यूँ किसी और की ग़लतफ़हमी का शिकार.. मेरा प्यार होता है..l हद हो चुकी अब तो सब्र ऐ ज़िन्दगी की बख्श मुझे,अब और ज़ब्त नहीं... न दे सकी तू कोई सच्चा साथी तो इतना रहम कर.. हर उम्मीद से मुझे रुसवा कर.. इस जिस्म की कैद से आजाद कर दे...... की बस एक लाश ही तो है जिसे न दर्द होता है न ख़ुशी की आरजू.. न जिंदा रहने...
Why people keep coming back! Why people keep coming back! Please! I am begging Stop hurting me I can’t take this pain any more, What the hell you ,people think Of me , What am i… A bus stand,a hotel,waiting room Or House on rent… Please!i am not a non living Temporary place of residence, I am a warm blooded human being With flesh and bones …with beats And breathing… And it really hurts when.. People I love treat me..like A farm house which They can visit once in a vacation. I’m not someone’s personal property .got dammit! I’m a person with feelings and emotions.. And my eyes do bleed.. When the dagger of negligence is.. Hit deeply.. Yes! I don’t want you people to keep coming back. Decide it in one stance.. Either love me or leave me.. No need to bear me….when You don’t want me. Please!this isn’t a five star hotel Owned by someone’s dad! In which one can check in on a Saturday and check out on Monday. This is my LIFE! got dammit! And..you have only one choice.. Leave me...
us shayar ka "unkaha" kalaam kya waqt aaya hai, aaj shayar ki kalam bhi chup hai, ashk to hain, magar lafz nahi hai, kora hai har kaaghaz.. khaali hai har kona.., magar fir bhi sannata nahi hai, shor bahut hai magar log nahi hai.., zakhm bahut hain magar,dard nahi hai. utaari thi mohabbat lafzon se kaghaz par kabhi usne, aaj vohi nazme chidhati hai use. soonapan hansta hai uspar. andhera mazaak udadata hai.. jaagti raatein daraati hain.. kaante mai phool dhoondha tha kabhi usne, aaj wahi apni aukaat bata raha hai.., afsana kya tha uska kaun jaane, magar aaj vo apne aakhiri kalaam par hai.., chubti yaadon ke kaaghaz pe, bebasi ki kalam se vo apni kahani likh raha hai.. "khwaab sa khoobsurat vo rishta tha, hawa se halka har lamha tha, saawan ki taran barsati khushiyan thi, har mausam gulzaar tha, fir ek zalzala aaya...aur khwab toota.. uska ho gaya sahuk poora.. haath mai leke haath, bahut shiddat se bola- "aur mai ab tera nahi, bas zindagi mai meri tu aur ...
kya chahu main na jaane kya chahu main, koi jo sachha ho.. koi jo achha ho.. par hain kaun vo na jaanu mai.. kabhi is sapne ke peeche bhaagu, kabhi us khwab ko paana chahu, kabhi sabse door kahin chup jaana chahu.. kabhi khushi ki dhaar fut padti hai, kabhi udaasi achanak gher leti hai, kabhi titli saman udta hai mann. kabhi pinjre mai band parinde sa fadfadata hai, kabhi ujalon se khayal mehkte hain.. kabhi makdi ke jaalon se ulajhte jaate hain, jaane kya chahu mai jaane kya maangu mai, jo hai vo bhi chahu, jo nahi hai vo bhi pana hai, jaate hue kal se.. kuch muskurahte chura loon... sahej loon unhe aane wale pal ke vaste kabhi uchak kar aasman choona chahun kabhi saayon se darr ke,kono mai dubak jaun... man -mastishk dono mai dwand hai... khoj loon kitna bhi par fir bhi na jaanu ki kya chahun mai.. kya kya na kar jaaun.. kis kis se na ladd jaun .. bas koi jo mujhe bata de.. ki kya chahun mai. -mridula 22-6-2011
yaaron dosti.... Baarsih mai khelna , Paani mai koodna.. Ek chaate ke neeche chaar dost..or.. Sab ka bheegna… Gaaliyon mai bolna.. Har baat pe chillana.. Roothna ..manana.. Nakhre dikhana.. Or khoob bhaav khana… Fir dost ka kehna”bas kar yaar!” Or ek saath thahake lagana. Doston ki har baat sun na.. Or har baat kaatna.. Baat-baat par tokna.. “oye paagal hai kya” fir use chidhana. Kabhi dena,kabhi cheen lena, Kabhi churana,kabhi lautana, Udhari ka bahi-khaata bhi ajeeb tha Kisne diya,kisne liya .. Kaun jaane.. Fikr bas itni ki poore group ko to mil gaya na!... Alharpan mai vo naino ka chaar hona.. Pehli pehli baar dil ka tootna.. Fir dost kehta”maine to mana kiya hi tha!” Fir khil khila k hasna.. Or naya chakkar chalana. Har subah nayi thi.. Har sham mastani. Na future ki thi fikar. Na past ki koi tension. College ho ya sadak, Kisko padta tha farak, Har jagah bas raaj tha apna, Lecture bunk karna, Fime dekhna , Jeb main na ho rupyaa ek. Fir bhi vodka k shot lagana, Ek bike par k...
KYUNN??? Achanak kahan se roshni bankar aap aaye ho.. Andheron mai chaandani bankar chaaye ho.. Bhool chuki thi mai to rango or baharoon ko… Naa jaane kahan se..meri hansi.. Fir dhoondh laaye ho.. Banjar is dil ko barsaat ki na aas thi na.. Zarurat.. Na jaane kahan se saawan bula laaye ho.. Waadon or mohabbato par se tut chuka hai mera bharosa. Fir se yakeen dilane kyun aaye ho.. Dhoka khaya hai kai baar.. Chot lagi hai bahut baar.. Ab or dum anhi hai mujmein.. Kyun aap fir unhi dard bhari yaadon mai Waapis le aaye ho….. Kaanp uthta hai mera har zarra.. Anzaam-e-preet k khayaal se bhi.. Bhooli hui us mohabbat ki kahaani ko Fir se kyun dohraane aaye ho…….[9-6-09][12:22 a.m.]
FIRST MEETING... na geheno se na kaajal se na haar se na singaar se.. sajni sajegi sirf saajan ki preet se….. na naini mai kajra hoga.. na kalaai mai kangana.. na hina na laali.. na gajra..na paraandi… na pajeb na baali.. sirf priyatam ke rang mai rangi.. vo miluegi unse.. unka khwaab bankar.. aankhon mai chamkega sirf unka aks.. kangn banegi anguliyaan.. greeva sajegi saajan ki baahon k haar se… khankati hansi chankegi pajeb se… har singaar saajan ki preet se hoga.. mukh pe darp hoga.. chaal mai dambhh hoga.. jab hogi pratam bhent sajni ki saajan se…... rashq hoga jahan ko ishq nikhrega yun.. irshiya se bhar uthega asmaan.. kuch yun chalkega… prem sajni ke yaouwan roop se… nikhar uthega tan.. bhar uthega mann chalak uthegi roop ki gaagar jab hogi prahtam bhent saajan ki sajni se…… yaadgaar hoga vo pal.. jab sitaaron ki gawaahi mai.. chaand ki roshni mai mridu komal ehsaason ko. Lagaye hue seene se.. Ghat ti badhti dhadkano ko Thaame.. Milegi sajni apne saajan se…[23-7-09]
Why people keep coming back! Please! I am begging Stop hurting me I can’t take this pain any more, What the hell you ,people think Of me , What am i… A bus stand,a hotel,waiting room Or House on rent… Please!i am not a non living Temporary place of residence, I am a warm blooded human being With flesh and bones …with beats And breathing… And it really hurts when.. People I love treat me..like A farm house which They can visit once in a vacation. I’m not someone’s personal property .got dammit! I’m a person with feelings and emotions.. And my eyes do bleed.. When the dagger of negligence is.. Hit deeply.. Yes! I don’t want you people to keep coming back. Decide it in one stance.. Either love me or leave me.. No need to bear me….when You don’t want me. Please!this isn’t a five star hotel Owned by someone’s dad! In which one can check in on a Saturday and check out on Monday. This is my LIFE! got dammit! And..you have only one choice.. Leave m...
स्चिजोफ्रेनिया/SCHIZOPHRENIA..2. शून्य मे ताकती वो निगाहें खामोशी मे डूबी हर सांस हर बीतते क्षण के साथ कम होती धडकनों की रफ़्तार .. सुनामी के बाद थके हुए प्रशांत के समान | न कोई साथी न सम्बन्ध तमस से भरा हर सवेरा रोती बिलखती उम्मीदें और छिनता आसमान | न कोई इच्छा न अपेक्षा न संवाद न बात सत्य से कोसों परे स्वप्नों की दुनिया.. और अपरिचित आवाजों का शोर.. हर वक़्त बस उस... काल्पनिक भय मे जीना रोना..चीखना चिल्लाना फिर शांत होना.. मौत भी डरकर शायद न आये.. इतनी बदतर ज़िन्दगी.... किलासती बिलखती यही कहती ख़तम कर दो मुझे.... बेवजह के संशय .. अप्रत्याशित डर से सहमी आंखें भ्रमित विचारधारा परछाइयों और सायों से घिरा वो शख्स... हर पल मानो कोसता हो अपने जिंदा वजूद को.. ये दशा है एक विखण्डित मानसिकता* के रोगी की... जिसका अस्तित्व हर पल प्रतीक्षारत है... मौत से आलिंगन को | *विखण्डित मानसिकता = SCHIZOIPHRENIA..... *mridula May 24
SHE IS......... sometimes she is as voilent as volcano... sometimes calm as post storm sea.. sometimes behaves..as insane, incapable.inactive and sometimes as active as.. a printing machine... she is quiet and frozen.. gazing constantly in vacant space... talking to invisible shadows and hearing never said voices... she lives in world of dreams working under hallucinations... and following delusions. no connection to reality.. all what is present is nonsense.. according to her senses.. death can be less miserable she might think... as she is stranger to herself.. lacking memories.. and emotions... as cold as ice..feeling less, of course she is still alive.. just as fossil.. kept in observation... she is ..alone.. called to be abnormal.. n left aside by all.. you know why? because she is....SCHIZOPHRENIC!!!!!!!! mridula 24th may 09
Sweet. . Sweet,was the name You gave to me, All those talks,those jokes, Giggles, abuses. All that stupidity, Is still remembered by me, What all you asked, All I answered, All things we did is, Still remembered by me, You want me to keep talking,on and on Till we are awake, And your words,were never left Undone by me, You have got answer to Each idiotic question I can ever ask, And you can understand the least thing, Left unsaid by me, You got all the richest emotional asset I always needed, all ur..words are still remembered by me, Sweet, was the name you gave to me, that’s all asset own by me, this name which belong to me is your least physical rememberance possessed by me never I touched you, but you were always felt by me, never I saw in your eyes, but all the sobness and wetness of tears, can be felt by me…, you never saw me face to face still you can see my expression just by hearing me, Sweet, was the name you gave to me Many things. I left. Intentionally Unsaid……because, I kn...

प्रतिकूल

मैं जिसे आग कहूँ ,उसमे उसे शहद का रंग नज़र आता है अलग अलग सोच है पर सार वही है ! उसे इश्क है मुझे प्रेम है.. नाम अलग है.. पर! जज्बा वही है..! मेरे डर मे मोहब्बत है और उसके इंतज़ार मे! मुझे इल्म है ज़ख्मों की गहराई का उसे चाह है इश्क की आग की मै सुनती हूँ आवाज़ तूफानों की उसे लगता है बहार है! वो जीना चाहता है इस दर्द को पर मै खौफज़दा हूँ दीदार-ऐ-यार के ख़याल से भी.. डरती हूँ कहीं खो न जाए हर ख्वाब बस एक ही पल मे..! चाहे जितना खौफ हो.. चाहे जितना दर्द.. हमें पता है हमारा नसीब ... एक तो हमें होना है की कहीं.. जिस्म भी जिंदा रह सका है रूह के बिना.. की सुना कभी कोई फूल हो खुशबू के बिना. या कोई आँख हो अश्क के बिना... सो है वो और मैं.. एक दुसरे के वास्ते ...... अंदाज़ अलग हो या सोच.. मज़हब अलग हो या... परंपरा.. रिश्ता तो दिल का दिल से ही है और रहेगा... विचार प्रतिकूल हुए तो क्या.. भावना तो सबमें एक ही निहित है!!! 12.34.p.m. 04-05-09

सच!

झूठ के शोर के नीचे दबी हुई, एक हलकी सी चीख है सच! धनवानों के पैरों तले रौंदी गयी, मजबूर गरीब वेश्या है सच! दो जून रोटी के लिए पत्थर तोड़ती औरत , को मिली पूरी मेहनत की आधी पगार है सच! प्रकृति के कहर से बिलखते लोगों.. के नाम पर दान किये गए के लाखों.. मे से मिले हज़ार रुपये है सच! धोखेबाजी की दुनिया मे पल पल अपमानित होता.. ईमानदारी का ईमान है सच! भ्रष्ट अधिकारी की रिश्वत के नीचे दम तोड़ती हुई सरकारी तनख्वाह है सच! कब्रिस्तान मे मुर्दों को गाड़ने की जगह के वास्ते लड़ते लोग है सच! स्वतंत्रा के जश्न के पीछे छिपा.. आतंकवाद का अराजक नृत्य है सच! अनेकता मे एकता के नारे पर सवाल उठता.. सांप्रदायिक दंगो का.. शोर है सच! जिंदा रहने की मजबूरी मे किया गया.. हर छोटा बड़ा पाप है सच.! मौत से बदतर जीवन जीने को मजबूर.. लोगों की सिसकती साँसे है सच...!

EMOTIONS SPILLED OVER

Frustrated,faded, false,foiled, fake,fooled.. faux,fictive.. that’s something I am feeling.. right now… And the reason is veiled… I just don’t want to be.. this human or the character I am…. forced to be… Just.. feel like be a coward and flee… want to give a damn!!! to all responsibilities and functions… Devised,ditched,drowned… depressed, dodged.. disconfited… That’s something I am.. feeling right now… And the reason is still veiled… I just don’t want to be part of this.. Unreal…materialistic world.. having all selfish..in it… who are.. sweet till its hot..and.. become bitter like blood .. as it went cold… I wish to be non-living..thing.. neither it can die..nor could be alive ever.. Ignored,idiotic,imbecile.. injured..insane.. inturrepted…. that’s something I am feeling. rite now… And now the reason is unveiled … 6th may 09

in memory of..my city's black day

I thank god.. for not hurting my life.. but never questioned for.. takimg others.. I know I turned insane.. but that calamity was the reason… I din’t lost ne part of my life. but some of them lost whole of.it or most of it.. still fighting n alive… loads of time passed.. the wounds are still bleeding.. those who lost are crying.. n those who not are mourning.. the city is still stnding still and.. watching people.. not asking nor answering.. just going silent.. and praying.. for smthing bad not to happen… though I can’t do anything just pray n pray.. still I feel guilty.. for not being human.. and causing relief to anyone… still..i am confident.. to face all.. pople are still terrified but not..coward.. my city is..brave n we all.. are ready for.. every move…. do tell those..TERRORIST… try as much u can..but u can’t.. crush our humanity.. our unioty.. our..courage…